Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad, Urdu Ghazal By Sultan Sabr Wani

Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultan Sabr Wani. Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل نے دھیرے سے کوئی لفظ کہا شام کے بعد

سلطان صبروانی

دل نے دھیرے سے کوئی لفظ کہا شام کے بعد

ایک در بند ہوا ایک کھلا شام کے بعد

تیری یادوں کا دریچہ جو کھلا شام کے بعد

تیر برسانے لگی سرد ہوا شام کے بعد

دشت احساس میں سناٹا یہ کیسا پھیلا

کسی آہٹ نے تعاقب نہ کیا شام کے بعد

دن مشقت کے جہنم میں گزارا میں نے

ڈھونڈنے نکلا ہوں اب تازہ ہوا شام کے بعد

دن کو سامان تماشا تھا زمانے کے لئے

اپنی تنہائی کا اندازہ ہوا شام کے بعد

اک فقط لمحۂ موجود ہے میرا ہونا

خود مری ذات پہ یہ عقدہ کھلا شام کے بعد

ایک مٹی کا دیا اس پہ تحیر کیسا

دیکھنے آئی جسے باد صبا شام کے بعد

صبرؔ جب اسم محمد کا اجالا مانگا

میرے سینے پہ کھلا غار حرا شام کے بعد

سلطان صبروانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad

Sultan Sabr Wani

dil ne dhire se koi lafz kaha sham ke baad
ek dar band hua ek khula sham ke baad

teri yaadon ka daricha jo khula sham ke baad
tir barsane lagi sard hawa sham ke baad

dasht-e-ehsas mein sannaTa ye kaisa phaila
kisi aahaT ne taaqub na kiya sham ke baad

din mashaqqat ke jahannum mein guzara main ne
DhunDne nikla hun ab taza hawa sham ke baad

din ko saman-e-tamasha tha zamane ke liye
apni tanhai ka andaza hua sham ke baad

ek faqat lamha-e-maujud hai mera hona
KHud meri zat pe ye uqda khula sham ke baad

ek miTTi ka diya us pe tahayyur kaisa
dekhne aai jise baad-e-saba sham ke baad

'sabr' jab ism-e-mohammad ka ujala manga
mere sine pe khula ghaar-e-hira sham ke baad

(469) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad written by Sultan Sabr Wani at UrduPoint. Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad is one of the masterpieces written by Sultan Sabr Wani. You can also find the complete poetry collection of Sultan Sabr Wani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultan Sabr Wani' above.

Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ne Dhire Se Koi Lafz Kaha Sham Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.