TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur, Urdu Ghazal By Sultana Mehr

TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Sultana Mehr. TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تخریب میں تعمیر کے پہلو ہیں نہاں اور

سلطانہ مہر

تخریب میں تعمیر کے پہلو ہیں نہاں اور

مٹتا ہے جہاں ایک تو بنتا ہے جہاں اور

تھک جائیں گے اک روز تو خود زلف کے بازو

جتنے بھی ستم ہوتے ہیں کہتے ہیں کہ ہاں اور

دیکھیں گے کہ لکھتا ہے گلستاں کا محرک

گلچیں کا بیاں اور ہے بلبل کا بیاں اور

ہمت کے مطابق ہے منازل کا تعین

دیپک کا جہاں اور پتنگے کا جہاں اور

اے مہر مرے دل کی لگی رو کے بجھی ہے

چھینٹے جو دئے جاتے ہیں اٹھتا ہے دھواں اور

سلطانہ مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur

Sultana Mehr

taKHrib mein tamir ke pahlu hain nihan aur
miTta hai jahan ek to banta hai jahan aur

thak jaenge ek roz to KHud zulf ke bazu
jitne bhi sitam hote hain kahte hain ki han aur

dekhenge ki likhta hai gulistan ka muharrik
gulchin ka bayan aur hai bulbul ka bayan aur

himmat ke mutabiq hai manazil ka tayyun
dipak ka jahan aur patange ka jahan aur

ai mahr mere dil ki lagi ro ke bujhi hai
chhinTe jo diye jate hain uThta hai dhuan aur

(232) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur written by Sultana Mehr at UrduPoint. TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur is one of the masterpieces written by Sultana Mehr. You can also find the complete poetry collection of Sultana Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Sultana Mehr' above.

TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur is a widely read Urdu Ghazal. If you like TaKHrib Mein Tamir Ke Pahlu Hain Nihan Aur, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.