Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki, Urdu Ghazal By Swapnil Tiwari

Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Swapnil Tiwari. Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کسی نے بھی نہ میری ٹھیک ترجمانی کی

سوپنل تیواری

کسی نے بھی نہ میری ٹھیک ترجمانی کی

دھواں دھواں ہے فزا میری ہر کہانی کی

چلو نکالو مرے پاؤں میں چبھا تارہ

زمیں کی سطح تمہیں نے تو آسمانی کی

گناہ عشق کیا اور کوئی سزا نہ ہوئی

ضرور تم نے ثبوتوں سے چھیڑخوانی کی

ترا خیال ہوا کینوس پہ مہماں کل

تمام رنگوں نے مل کر کے میزبانی کی

سوپنل تیواری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki

Swapnil Tiwari

kisi ne bhi na meri Thik tarjumani ki
dhuan dhuan hai faza meri har kahani ki

chalo nikalo mere panw mein chubha tara
zamin ki sath tumhin ne to aasmani ki

gunah-e-ishq kiya aur koi saza na hui
zarur tum ne subuton se chheDKHani ki

tera KHayal hua canwas pe mehman kal
tamam rangon ne mil kar ke mezbani ki

(416) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki written by Swapnil Tiwari at UrduPoint. Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki is one of the masterpieces written by Swapnil Tiwari. You can also find the complete poetry collection of Swapnil Tiwari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Swapnil Tiwari' above.

Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kisi Ne Bhi Na Meri Thik Tarjumani Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.