Apna Duniya Se Safar Thahra Hai, Urdu Ghazal By Syed Agha Ali Mehr

Apna Duniya Se Safar Thahra Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Agha Ali Mehr. Apna Duniya Se Safar Thahra Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apna Duniya Se Safar Thahra Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنا دنیا سے سفر ٹھہرا ہے

سید آغا علی مہر

اپنا دنیا سے سفر ٹھہرا ہے

گوشۂ‌ قبر میں گھر ٹھہرا ہے

ہجر میں زیست کو کہتے ہیں موت

نفع کا نام ضرر ٹھہرا ہے

دل مرا اس کا طرفدار ہوا

جو ادھر تھا وہ ادھر ٹھہرا ہے

اور اندھیر ہوا چاہتا ہے

سرمہ منظور نظر ٹھہرا ہے

لکھ ہوا و ہوس وصل اے دل

قاصد باد صبا ٹھہرا ہے

دیکھیں دونوں میں ہوا کس کی بندھے

ابر اے دیدۂ تر ٹھہرا ہے

گھر جو اس مہ کا بنا ہے اے مہرؔ

دل مرا ماہ نگر ٹھہرا ہے

سید آغا علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apna Duniya Se Safar Thahra Hai

Syed Agha Ali Mehr

apna duniya se safar Thahra hai
gosha-e-qabr mein ghar Thahra hai

hijr mein zist ko kahte hain maut
nafa ka nam zarar Thahra hai

dil mera us ka taraf-dar hua
jo idhar tha wo udhar Thahra hai

aur andher hua chahta hai
surma manzur-e-nazar Thahra hai

likh hawa-o-hawas-e-wasl ai dil
qasid-e-baad-e-saba Thahra hai

dekhen donon mein hawa kis ki bandhe
abr ai dida-e-tar Thahra hai

ghar jo us mah ka bana hai ai 'mehr'
dil mera mah-e-nigar Thahra hai

(354) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apna Duniya Se Safar Thahra Hai written by Syed Agha Ali Mehr at UrduPoint. Apna Duniya Se Safar Thahra Hai is one of the masterpieces written by Syed Agha Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Syed Agha Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Agha Ali Mehr' above.

Apna Duniya Se Safar Thahra Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apna Duniya Se Safar Thahra Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.