Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Syed Agha Ali Mehr

Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Agha Ali Mehr. Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ بزم غیر میں باصد وقار بیٹھے ہیں

سید آغا علی مہر

وہ بزم غیر میں باصد وقار بیٹھے ہیں

ہم ان کے گھر ہمہ تن انتظار بیٹھے ہیں

شبیہ زلف پریشاں جو ہم بنانے لگے

رکے ہیں الجھے ہیں بگڑے ہیں یار بیٹھے ہیں

جسے خیال کیا عشق سے نہیں خالی

تمام طالب دیدار یار بیٹھے ہیں

ہم اس کی بزم میں ہیں سنگ فرش کے مانند

یہ جبر بیٹھے ہیں بے اختیار بیٹھے ہیں

وہ رشک مہر ہے اے مہرؔ چرخ چارم پر

ہم اضطراب میں کیوں ذرہ دار بیٹھے ہیں

سید آغا علی مہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain

Syed Agha Ali Mehr

wo bazm-e-ghair mein ba-sad-waqar baiThe hain
hum un ke ghar hama-tan intizar baiThe hain

shabih-e-zulf-e-pareshan jo hum banane lage
ruke hain uljhe hain bigDe hain yar baiThe hain

jise KHayal kiya ishq se nahin KHali
tamam talib-e-didar-e-yar baiThe hain

hum us ki bazm mein hain sang-e-farsh ke manind
ye jabr baiThe hain be-iKHtiyar baiThe hain

wo rashk-e-mehr hai ai 'mehr' charKH-e-chaarum par
hum iztirab mein kyun zarra-dar baiThe hain

(314) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain written by Syed Agha Ali Mehr at UrduPoint. Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Syed Agha Ali Mehr. You can also find the complete poetry collection of Syed Agha Ali Mehr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Agha Ali Mehr' above.

Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Bazm-e-ghair Mein Ba-sad-waqar BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.