Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein, Urdu Ghazal By Syed Ali Nazar

Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Ali Nazar. Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کہیں ہوئے ہیں نگہ سے قرار آنکھوں میں

سید علی نظر

کہیں ہوئے ہیں نگہ سے قرار آنکھوں میں

کرے ہے کیوں یہ تو دار و مدار آنکھوں میں

متاع صبر اوپر برق پڑ گئی اے دل

ہوا ہے جب ستے وہ چشم چار آنکھوں میں

نہ جان مجھ کو تو مفلس بظاہر اے جاناں

بھرے ہیں موتی مرے بے شمار آنکھوں میں

جب اس نے پی مئے گل رنگ جام بھر بھر کر

میں کیا کہوں ہوئی زور ہی بہار آنکھوں میں

نگاہ لطف نہ کی ان نے کیا ہوا اے علیؔ

کہ ہوں ہیں باتیں تو ایسی ہزار آنکھوں میں

سید علی نظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein

Syed Ali Nazar

kahin hue hain nigah se qarar aankhon mein
kare hai kyon ye tu dar-o-madar aankhon mein

mata-e-sabr-upar barq paD gai ai dil
hua hai jab sate wo chashm-chaar aankhon mein

na jaan mujh ko tu muflis ba-zahir ai jaanan
bhare hain moti mere be-shumar aankhon mein

jab us ne pi mai-e-gul-rang jam bhar bhar kar
main kya kahun hui zor hi bahaar aankhon mein

nigah-e-lutf na ki unne kya hua ai 'ali'
ki hon hain baaten to aisi hazar aankhon mein

(244) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein written by Syed Ali Nazar at UrduPoint. Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein is one of the masterpieces written by Syed Ali Nazar. You can also find the complete poetry collection of Syed Ali Nazar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Ali Nazar' above.

Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kahin Hue Hain Nigah Se Qarar Aankhon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.