KHaksaron Se Qarin Rahta Hai, Urdu Ghazal By Syed Amin Ashraf

KHaksaron Se Qarin Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Amin Ashraf. KHaksaron Se Qarin Rahta Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHaksaron Se Qarin Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خاکساروں سے قریں رہتا ہے

سید امین اشرف

خاکساروں سے قریں رہتا ہے

آسماں خاک نشیں رہتا ہے

ہے عجب خوئے فقیرانہ بھی

اک جہاں زیر نگیں رہتا ہے

وجہ دنیا بھی ہے فطرت بھی ہے

کوئی خوش کوئی حزیں رہتا ہے

باغ گلگشت صبا دل کو بنا

نخل سر سبز یہیں رہتا ہے

گھر کا ساماں نہیں ویرانے میں

شہر میں خوف مکیں رہتا ہے

آنکھوں آنکھوں میں تو کٹ جاتی ہے رات

درد فرخندہ جبیں رہتا ہے

کج ادا ایسا نہیں ہے وہ بھی

بوجھ اک دل پہ کہیں رہتا ہے

گو کوئی وجہ تعلق بھی نہیں

میں کہیں دھیان کہیں رہتا ہے

سید امین اشرف

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHaksaron Se Qarin Rahta Hai

Syed Amin Ashraf

KHaksaron se qarin rahta hai
aasman KHak-nashin rahta hai

hai ajab KHu-e-faqirana bhi
ek jahan zer-e-nagin rahta hai

wajh duniya bhi hai fitrat bhi hai
koi KHush koi hazin rahta hai

bagh-e-gul-gasht-e-saba dil ko bana
naKHl-e-sarsabz yahin rahta hai

ghar ka saman nahin virane mein
shahr mein KHauf-e-makin rahta hai

aankhon aankhon mein to kaT jati hai raat
dard farKHanda-jabin rahta hai

kaj-ada aisa nahin hai wo bhi
bojh ek dil pe kahin rahta hai

go koi wajh-e-talluq bhi nahin
main kahin dhyan kahin rahta hai

(395) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHaksaron Se Qarin Rahta Hai written by Syed Amin Ashraf at UrduPoint. KHaksaron Se Qarin Rahta Hai is one of the masterpieces written by Syed Amin Ashraf. You can also find the complete poetry collection of Syed Amin Ashraf by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Amin Ashraf' above.

KHaksaron Se Qarin Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHaksaron Se Qarin Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.