Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab, Urdu Ghazal By Syed Mohammad Ahmad Naqvi

Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Mohammad Ahmad Naqvi. Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جاگتی آنکھوں کے صحراؤں میں خوابوں کے سراب

سید محمد احمد نقوی

جاگتی آنکھوں کے صحراؤں میں خوابوں کے سراب

دور تک بکھرے ہوئے پر خار راہوں میں گلاب

دن گزر جائے گا پھر تاریکیوں میں ڈوب کر

آج کی شب پھر سوا نیزے پہ ہوگا آفتاب

میری آنکھوں میں سوالوں کے ہزاروں قافلے

اس کے چہرے پر تھکا ماندہ سا اک تنہا جواب

اک شجر مجھ کو اڑھا کر اپنے سائے کی ردا

اپنے سر اوڑھے رہا ہوگا تمازت کا عذاب

دوسروں کے غم سمیٹے جس نے نقویؔ ساری عمر

کاش کر سکتا کوئی خود اس کے زخموں کا حساب

سید محمد احمد نقوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab

Syed Mohammad Ahmad Naqvi

jagti aankhon ke sahraon mein KHwabon ke sarab
dur tak bikhre hue pur-KHar rahon mein gulab

din guzar jaega phir tarikiyon mein Dub kar
aaj ki shab phir sawa neze pe hoga aaftab

meri aankhon mein sawalon ke hazaron qafile
us ke chehre par thaka-manda sa ek tanha jawab

ek shajar mujh ko uDha kar apne sae ki rida
apne sar oDhe raha hoga tamazat ka azab

dusron ke gham sameTe jis ne 'naqwi' sari umr
kash kar sakta koi KHud us ke zaKHmon ka hisab

(602) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab written by Syed Mohammad Ahmad Naqvi at UrduPoint. Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab is one of the masterpieces written by Syed Mohammad Ahmad Naqvi. You can also find the complete poetry collection of Syed Mohammad Ahmad Naqvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Mohammad Ahmad Naqvi' above.

Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jagti Aankhon Ke Sahraon Mein KHwabon Ke Sarab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.