Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad, Urdu Ghazal By Syed Muhammad Tajeel Mehdi

Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muhammad Tajeel Mehdi. Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ فضیلت مرے معیار سے کم ہے شاید

سید محمد تعجیل مہدی

یہ فضیلت مرے معیار سے کم ہے شاید

آنکھ سے خون نہ ٹپکا ابھی نم ہے شاید

وہ مرا ہو نہیں پایا سو گھلا جاتا ہوں

ایک عرصے سے مرے دل میں یہ غم ہے شاید

وہ جسے مارنے والا ہے زمانہ سارا

اس کے ہاتھوں میں صداقت کا علم ہے شاید

کون سمجھائے یہ عقدہ کہ اے بستی والو

ظلم خاموشی سے سہہ لینا ستم ہے شاید

ایسے معروف بڑے لوگوں میں غزلیں کہنا

خالق نطق و قلم کا یہ کرم ہے شاید

سید محمد تعجیل مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad

Syed Muhammad Tajeel Mehdi

ye fazilat mere me'yar se kam hai shayad
aankh se KHun na Tapka abhi nam hai shayad

wo mera ho nahin paya so ghula jata hun
ek 'arse se mere dil mein ye gham hai shayad

wo jise marne wala hai zamana sara
us ke hathon mein sadaqat ka 'alam hai shayad

kaun samjhae ye 'uqda ki ai basti walo
zulm KHamoshi se sah lena sitam hai shayad

aise ma’ruf baDe logon mein ghazlen kahna
KHaliq-e-nutq-o-qalam ka ye karam hai shayad

(300) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad written by Syed Muhammad Tajeel Mehdi at UrduPoint. Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad is one of the masterpieces written by Syed Muhammad Tajeel Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muhammad Tajeel Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muhammad Tajeel Mehdi' above.

Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Fazilat Mere Meyar Se Kam Hai Shayad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.