Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se, Urdu Ghazal By Syed Muhammad Tajeel Mehdi

Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muhammad Tajeel Mehdi. Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جو اشعار سنے جاتے ہیں آسانی سے

سید محمد تعجیل مہدی

یہ جو اشعار سنے جاتے ہیں آسانی سے

لوگ واقف ہی نہیں دل کی پریشانی سے

جو بھی اس بحر میں آیا وہ تو پھر ڈوبے گا

کوئی بچ پایا ہے کیا عشق کی طغیانی سے

دین کے نام پہ کیا ظلم کئے جاتے ہیں

ہم تو کافر ہی بھلے ایسی مسلمانی سے

اب کسی شے میں مرا دل نہیں لگتا تعجیلؔ

رونقیں ختم ہوئیں قلب کی ویرانی سے

سید محمد تعجیل مہدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se

Syed Muhammad Tajeel Mehdi

ye jo ash'ar sune jate hain aasani se
log waqif hi nahin dil ki pareshani se

jo bhi is bahr mein aaya wo to phir Dubega
koi bach paya hai kya 'ishq ki tughyani se

din ke nam pe kya zulm kiye jate hain
hum to kafir hi bhale aisi musalmani se

ab kisi shai mein mera dil nahin lagta 'ta’jil'
raunaqen KHatm huin qalb ki virani se

(222) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se written by Syed Muhammad Tajeel Mehdi at UrduPoint. Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se is one of the masterpieces written by Syed Muhammad Tajeel Mehdi. You can also find the complete poetry collection of Syed Muhammad Tajeel Mehdi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muhammad Tajeel Mehdi' above.

Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jo Ashaar Sune Jate Hain Aasani Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.