Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise, Urdu Ghazal By Syed Muneer

Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muneer. Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کا دروازہ کھلا ہو جیسے

سید منیر

دل کا دروازہ کھلا ہو جیسے

اور کوئی جھانک رہا ہو جیسے

دھیان تیرا سحر و شام نہیں

تو مجھے بھول گیا ہو جیسے

دل میں کچھ اور لبوں پر کچھ اور

ترک الفت کی دعا ہو جیسے

پھر وہی ظلم وہی خلق خدا

خشک پتوں میں ہوا ہو جیسے

شہر بیداد میں حب الوطنی

اک منافق کی وفا ہو جیسے

درد بے نور ہوا جاتا ہے

کم نگاہی کی سزا ہو جیسے

دفعتاً ذہن میں وہ گردش مئے

اک بگولا سا اٹھا ہو جیسے

مدتوں بعد سر راہ گزر

اجنبی کوئی ملا ہو جیسے

جرعہ و لمس کی دریوزہ گری

روح میں قحط پڑا ہو جیسے

یاد یوں دل سے گزرتی ہے منیرؔ

دشت میں آبلہ پا ہو جیسے

سید منیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise

Syed Muneer

dil ka darwaza khula ho jaise
aur koi jhank raha ho jaise

dhyan tera sahar-o-sham nahin
tu mujhe bhul gaya ho jaise

dil mein kuchh aur labon par kuchh aur
tark-e-ulfat ki dua ho jaise

phir wahi zulm wahi KHalq-e-KHuda
KHushk patton mein hawa ho jaise

shahr-e-bedad mein hubb-ul-watani
ek munafiq ki wafa ho jaise

dard be-nur hua jata hai
kam-nigahi ki saza ho jaise

dafatan zehn mein wo gardish-e-mai
ek bagula sa uTha ho jaise

muddaton baad sar-e-rahguzar
ajnabi koi mila ho jaise

jura-o-lams ki daryuza-gari
ruh mein qaht paDa ho jaise

yaad yun dil se guzarti hai 'munir'
dasht mein aabla-pa ho jaise

(246) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise written by Syed Muneer at UrduPoint. Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise is one of the masterpieces written by Syed Muneer. You can also find the complete poetry collection of Syed Muneer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muneer' above.

Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ka Darwaza Khula Ho Jaise, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.