Dard Ka Aabshaar Jari Hai, Urdu Ghazal By Syed Muneer

Dard Ka Aabshaar Jari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Muneer. Dard Ka Aabshaar Jari Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Ka Aabshaar Jari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد کا آبشار جاری ہے

سید منیر

درد کا آبشار جاری ہے

تم بھی ہو رات بھی تمہاری ہے

صبح کی نیند وقت کی خوشبو

تم ٹھہر جاؤ تو ہماری ہے

تری ہر بات جبر کی پابند

تری ہر بات اختیاری ہے

کس نے یہ فیصلہ کیا ہوگا

کیوں مری زندگی تمہاری ہے

شعر کے داخلی ترنم میں

اک سکوں خیز بے قراری ہے

رات دن اس کو یاد کرتا ہوں

وقت پر جس کی شہریاری ہے

جگمگاتا ہے آسمان منیرؔ

اور اندھیرا گلی پہ طاری ہے

سید منیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Ka Aabshaar Jari Hai

Syed Muneer

dard ka aabshaar jari hai
tum bhi ho raat bhi tumhaari hai

subh ki nind waqt ki KHushbu
tum Thahar jao to hamari hai

teri har baat jabr ki paband
teri har baat iKHtiyari hai

kis ne ye faisla kiya hoga
kyun meri zindagi tumhaari hai

sher ke daKHli tarannum mein
ek sukun-KHez be-qarari hai

raat-din us ko yaad karta hun
waqt par jis ki shahryari hai

jagmagata hai aasman 'munir'
aur andhera gali pe tari hai

(239) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Ka Aabshaar Jari Hai written by Syed Muneer at UrduPoint. Dard Ka Aabshaar Jari Hai is one of the masterpieces written by Syed Muneer. You can also find the complete poetry collection of Syed Muneer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Muneer' above.

Dard Ka Aabshaar Jari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Ka Aabshaar Jari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.