Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal, Urdu Ghazal By Syed Safdar

Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Safdar. Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج خوشیاں بھی بانٹ لینا محال

سید صفدر

آج خوشیاں بھی بانٹ لینا محال

تیز تر ہے محبتوں کا زوال

پر نہ پھیلائیں نور کے پتلے

آنچ دیتا ہے آدمی کا جلال

ایسے جذبے بھی تھے جو کہتے رہے

نطق میں ہو تو کوئی لفظ نکال

ڈوبتے بھی ہیں تیرنے والے

ایک دھوکا ہے پانیوں کا اچھال

اب سخی چھپ گیا ہے کمرے میں

بھیڑ کے لب پہ بھی نہیں ہے سوال

سید صفدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal

Syed Safdar

aaj KHushiyan bhi banT lena muhaal
tez-tar hai mohabbaton ka zawal

par na phailaen nur ke putle
aanch deta hai aadmi ka jalal

aise jazbe bhi the jo kahte rahe
nutq mein ho to koi lafz nikal

Dubte bhi hain tairne wale
ek dhoka hai paniyon ka uchhaal

ab saKHi chhup gaya hai kamre mein
bhiD ke lab pe bhi nahin hai sawal

(337) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal written by Syed Safdar at UrduPoint. Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal is one of the masterpieces written by Syed Safdar. You can also find the complete poetry collection of Syed Safdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Safdar' above.

Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj KHushiyan Bhi BanT Lena Muhaal, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.