Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun, Urdu Ghazal By Syed Safdar

Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Safdar. Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

افق سے دور بہت دور دیکھ سکتا ہوں

سید صفدر

افق سے دور بہت دور دیکھ سکتا ہوں

تری زمیں سے بڑی اک زمیں پہ تنہا ہوں

وہ خوش ہوا ہے نہ غمگین اس خبر سے مگر

ضرور تھا کہ کہوں خیریت سے اچھا ہوں

ذرا قریب سے پوچھو کرے گا سرگوشی

میں آدمی تو نہیں آدمی کا دھوکا ہوں

اگر ہو تیشۂ اندیشہ ہاتھ میں میرے

یقین ہوتا ہے میں پربتوں سے اونچا ہوں

نہ اس میں رنگ ہے کوئی نہ کوئی چہرہ ہے

میں آئنے کو مگر دور سے پرکھتا ہوں

وہ مہربان مربی تو ہو گیا رخصت

اب اپنی ذات سے بے سود کیوں الجھتا ہوں

سید صفدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun

Syed Safdar

ufuq se dur bahut dur dekh sakta hun
teri zamin se baDi ek zamin pe tanha hun

wo KHush hua hai na ghamgin is KHabar se magar
zarur tha ki kahun KHairiyat se achchha hun

zara qarib se puchho karega sargoshi
main aadmi to nahin aadmi ka dhoka hun

agar ho tesha-e-andesha hath mein mere
yaqin hota hai main parbaton se uncha hun

na is mein rang hai koi na koi chehra hai
main aaine ko magar dur se parakhta hun

wo mehrban murabbi to ho gaya ruKHsat
ab apni zat se be-sud kyon ulajhta hun

(308) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun written by Syed Safdar at UrduPoint. Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun is one of the masterpieces written by Syed Safdar. You can also find the complete poetry collection of Syed Safdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Safdar' above.

Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ufuq Se Dur Bahut Dur Dekh Sakta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.