Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai, Urdu Ghazal By Syed Safdar

Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Safdar. Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ بندہ نہ مولا عجب آدمی ہے

سید صفدر

نہ بندہ نہ مولا عجب آدمی ہے

مرے شہر کا منتخب آدمی ہے

بکھرتے ہوئے لوگ حیراں پریشاں

کوئی آدمی رب نہ رب آدمی ہے

اٹھائے پھروں ہفت افلاک سر پر

زمیں کو شکایت عجب آدمی ہے

بھلے لوگ شاعر کو سمجھا رہے ہیں

کھرا آدمی بے طلب آدمی ہے

کہ تو کون تھا کون ہے کیا بتاؤں

نہ انسان تب تھا نہ اب آدمی ہے

سید صفدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai

Syed Safdar

na banda na maula ajab aadmi hai
mere shahr ka muntaKHab aadmi hai

bikharte hue log hairan pareshan
koi aadmi rab na rab aadmi hai

uThae phirun haft-aflak sar par
zamin ko shikayat ajab aadmi hai

bhale log shair ko samjha rahe hain
khara aadmi be-talab aadmi hai

ki tu kaun tha kaun hai kya bataun
na insan tab tha na ab aadmi hai

(266) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai written by Syed Safdar at UrduPoint. Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai is one of the masterpieces written by Syed Safdar. You can also find the complete poetry collection of Syed Safdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Safdar' above.

Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Banda Na Maula Ajab Aadmi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.