Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein, Urdu Ghazal By Syed Safdar

Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Syed Safdar. Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نرمیاں ہیں تمہاری بولی میں

سید صفدر

نرمیاں ہیں تمہاری بولی میں

اور پتھر پڑے ہیں جھولی میں

سج گئی میری سوچ کی دھرتی

رنگ اس نے بھرے رنگولی میں

یوں ہوا پھر پگھل گیا منظر

صبح سورج اگا جو کھولی میں

دھرم جاتی سے آپ کی پہچان

آدمی ہے ہماری ٹولی میں

میرے دامن کے داغ دیکھے کون

سب یہاں ہیں نہائے ہولی میں

چار جانب اجالا پھیلا ہے

چاند چمکا کسی کی چولی میں

بوریے بچھ گئے محبت سے

آپ آئے ہماری کھولی میں

سید صفدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein

Syed Safdar

narmiyan hain tumhaari boli mein
aur patthar paDe hain jholi mein

saj gai meri soch ki dharti
rang us ne bhare rangoli mein

yun hua phir pighal gaya manzar
subh suraj uga jo kholi mein

dharm jati se aap ki pahchan
aadmi hai hamari Toli mein

mere daman ke dagh dekhe kaun
sab yahan hain nahae holi mein

chaar jaanib ujala phaila hai
chand chamka kisi ki choli mein

boriye bichh gae mohabbat se
aap aae hamari kholi mein

(172) ووٹ وصول ہوئے

You can read Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein written by Syed Safdar at UrduPoint. Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein is one of the masterpieces written by Syed Safdar. You can also find the complete poetry collection of Syed Safdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Safdar' above.

Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Narmiyan Hain Tumhaari Boli Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.