Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai, Urdu By Syed Zameer Jafri

Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai is a famous Urdu written by a famous poet, Syed Zameer Jafri. Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai comes under the Sad category of Urdu . You can read Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غریب خانہ ہمیشہ سے جیل خانہ ہے

سید ضمیر جعفری

غریب خانہ ہمیشہ سے جیل خانہ ہے

مرا مزاج لڑکپن سے لیڈرانہ ہے

الٰہی خیر دل زار و ناتوان کی خیر

کہ آج ان کا ہر انداز ہٹلرانہ ہے

تم آج کیوں یہ گورنر سے بن کے بیٹھے ہو

کہو کہو مری جاں کس کو آزمانا ہے

دلوں کا فرش بچھا ہے جدھر نگاہ کرو

تمہارا گھر بھی دلوں کا کباڑ خانہ ہے

نہ دیکھ آہ مجھے اے نگاہ یار نہ دیکھ

کہ آج تیرا ہر انداز جارحانہ ہے

مجھے ضمیرؔ خدا کے کرم سے کیا نہ ملا

مزاج گرم طبیعت بھی شاعرانہ ہے

سید ضمیر جعفری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai

Syed Zameer Jafri

gharib-KHana hamesha se jail-KHana hai
mera mizaj laDakpan se leadarana hai

ilahi KHair dil-e-zar o na-tawan ki KHair
ki aaj un ka har andaz hitlerana hai

tum aaj kyun ye gowernor se ban ke baiThe ho
kaho kaho meri jaan kis ko aazmana hai

dilon ka farsh bichha hai jidhar nigah karo
tumhaara ghar bhi dilon ka kabaD-KHana hai

na dekh aah mujhe ai nigah-e-yar na dekh
ki aaj tera har andaz jarehana hai

mujhe 'zamir' KHuda ke karam se kya na mila
mizaj garm tabiat bhi shairana hai

(581) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai written by Syed Zameer Jafri at UrduPoint. Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai is one of the masterpieces written by Syed Zameer Jafri. You can also find the complete poetry collection of Syed Zameer Jafri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Syed Zameer Jafri' above.

Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai is a widely read Urdu . If you like Gharib-KHana Hamesha Se Jail-KHana Hai, you will also like to read other famous Urdu .

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.