Nazm Ke AnguThe Khule Hain, Urdu Nazam By Tabassum Zia

Nazm Ke AnguThe Khule Hain is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Tabassum Zia. Nazm Ke AnguThe Khule Hain comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Nazm Ke AnguThe Khule Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظم کے انگوٹھے کھلے ہیں

تبسم ضیا

کوئی کہتا ہے خدا زمیں سے گیا نہیں

مگر کیا وجہ ہے کہ شیطان بوڑھے نہیں ہوتے

ان کا طوطی بولتا ہے

ہاں ضعیف کام کرنے سے قاصر ہوتا ہے

اور نظم بزرگوں سے مقابلہ نہیں کرتی

میں مر جاؤں گا

یقیناً مجھے مرنا ہے

لیکن اس نظم کو جسے میں نے کچھ دیر پہلے جنا

اسے قتل کرنا ممکن نہیں

میرے نفس ہونے کی یہ آخری دلیل زندہ رہے گی

تبسم ضیا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazm Ke AnguThe Khule Hain

Tabassum Zia

koi kahta hai KHuda zamin se gaya nahin
magar kya wajh hai ki shaitan buDhe nahin hote
un ka tuti bolta hai
han zaif kaam karne se qasir hota hai
aur nazm buzurgon se muqabla nahin karti

main mar jaunga
yaqinan mujhe marna hai
lekin us nazm ko jise main ne kuchh der pahle jana
use qatl karna mumkin nahin
mere nafs hone ki ye aaKHiri dalil zinda rahegi

(265) ووٹ وصول ہوئے

You can read Nazm Ke AnguThe Khule Hain written by Tabassum Zia at UrduPoint. Nazm Ke AnguThe Khule Hain is one of the masterpieces written by Tabassum Zia. You can also find the complete poetry collection of Tabassum Zia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tabassum Zia' above.

Nazm Ke AnguThe Khule Hain is a widely read Urdu Nazam. If you like Nazm Ke AnguThe Khule Hain, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.