Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai, Urdu Ghazal By Tahir Adeem

Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Adeem. Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک پل جیتا ہے تو طاہرؔ اک پل مرتا رہتا ہے

طاہر عدیم

اک پل جیتا ہے تو طاہرؔ اک پل مرتا رہتا ہے

میرا دل سینے کے اندر ماتم کرتا رہتا ہے

اس کی ضد اور دل کی خواہش کے مابین نہ جانے کیوں

ریزہ ریزہ سوچوں کا دیوان بکھرتا رہتا ہے

بعض اوقات میں یوں بھی اس کو رونے پر اکساتا ہوں

رو کر اس کا سندر چہرہ اور سنورتا رہتا ہے

جان تو مجھ کو پہلے سے بھی زیادہ اب یاد آیا کر

تیرے یاد آنے سے میرا درد سنورتا رہتا ہے

جب تک تیری بھیگی پلکیں اشک لٹاتی رہتی ہیں

میرے سر سے اندیشوں کا سیل گزرتا رہتا ہے

طاہر عدیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai

Tahir Adeem

ek pal jita hai to 'tahir' ek pal marta rahta hai
mera dil sine ke andar matam karta rahta hai

us ki zid aur dil ki KHwahish ke mabain na jaane kyon
reza-reza sochon ka diwan bikharta rahta hai

baz auqat main yun bhi us ko rone par uksata hun
ro kar us ka sundar chehra aur sanwarta rahta hai

jaan tu mujh ko pahle se bhi ziyaada ab yaad aaya kar
tere yaad aane se mera dard sanwarta rahta hai

jab tak teri bhigi palken ashk luTati rahti hain
mere sar se andeshon ka sail guzarta rahta hai

(399) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai written by Tahir Adeem at UrduPoint. Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai is one of the masterpieces written by Tahir Adeem. You can also find the complete poetry collection of Tahir Adeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Adeem' above.

Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Pal Jita Hai To Tahir Ek Pal Marta Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.