Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho, Urdu Ghazal By Tahir Faraz

Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tahir Faraz. Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مرے لبوں پہ اسی آدمی کی پیاس نہ ہو

طاہر فراز

مرے لبوں پہ اسی آدمی کی پیاس نہ ہو

جو چاہتا ہے مرے سامنے گلاس نہ ہو

یہ تشنگی تو ملی ہے ہمیں وراثت میں

ہمارے واسطے دریا کوئی اداس نہ ہو

تمام دن کے دکھوں کا حساب کرنا ہے

میں چاہتا ہوں کوئی میرے آس پاس نہ ہو

مجھے بھی دکھ ہے خطا ہو گیا نشانہ ترا

کمان کھینچ میں حاضر ہوں تو اداس نہ ہو

غزل ہی رہ گئی طاہر فرازؔ اپنے لیے

جہاں میں کوئی ایسا بھی بے اساس نہ ہو

طاہر فراز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho

Tahir Faraz

mere labon pe usi aadmi ki pyas na ho
jo chahta hai mere samne gilas na ho

ye tishnagi to mili hai hamein wirasat mein
hamare waste dariya koi udas na ho

tamam din ke dukhon ka hisab karna hai
main chahta hun koi mere aas-pas na ho

mujhe bhi dukh hai KHata ho gaya nishana tera
kaman khinch main hazir hun tu udas na ho

ghazal hi rah gai tahir-'faraaz' apne liye
jahan mein koi aisa bhi be-asas na ho

(491) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho written by Tahir Faraz at UrduPoint. Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho is one of the masterpieces written by Tahir Faraz. You can also find the complete poetry collection of Tahir Faraz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tahir Faraz' above.

Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Labon Pe Usi Aadmi Ki Pyas Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.