KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai, Urdu Ghazal By Taj Saeed

KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taj Saeed. KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کھڑکی میں ایک نار جو محو خیال ہے

تاج سعید

کھڑکی میں ایک نار جو محو خیال ہے

شاید کسی کے پیار کو پانے کی چال ہے

کمرے کی چیز چیز پہ ہے حسرتوں کی گرد

آنگن میں اجلی دھوپ کا پھیلا جمال ہے

الفاظ کے گہر تری خاطر پرو لیے

یہ بھی تو تیرے حسن طلب کا کمال ہے

اظہار عشق کرتا ہے اب راہ چلتے بھی

اس عہد کا جواں بڑا روشن خیال ہے

برسوں کے یار کب کے جدا ہو گئے سعیدؔ

اس شہر میں ضرور مروت کا کال ہے

تاج سعید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai

Taj Saeed

khiDki mein ek nar jo mahw-e-KHayal hai
shayad kisi ke pyar ko pane ki chaal hai

kamre ki chiz chiz pe hai hasraton ki gard
aangan mein ujli dhup ka phaila jamal hai

alfaz ke guhar teri KHatir piro liye
ye bhi to tere husn-e-talab ka kamal hai

izhaar-e-ishq karta hai ab rah chalte bhi
is ahd ka jawan baDa raushan-KHayal hai

barson ke yar kab ke juda ho gae 'said'
is shahar mein zarur murawwat ka kal hai

(499) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai written by Taj Saeed at UrduPoint. KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai is one of the masterpieces written by Taj Saeed. You can also find the complete poetry collection of Taj Saeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taj Saeed' above.

KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KhiDki Mein Ek Nar Jo Mahw-e-KHayal Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.