Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi, Urdu Ghazal By Taj Saeed

Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taj Saeed. Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر کے دیوار و در پر رت کی زردی چھائی تھی

تاج سعید

شہر کے دیوار و در پر رت کی زردی چھائی تھی

ہر شجر ہر پیڑ کی قسمت میں اب تنہائی تھی

جینے والوں کا مقدر شہرتیں بنتی رہیں

مرنے والوں کے لیے اب دشت کی تنہائی تھی

چشم پوشی کا کسی ذی ہوش کو یارا نہ تھا

رت صلیب و دار کی اس شہر میں پھر آئی تھی

میں نے ظلمت کے فسوں سے بھاگنا چاہا مگر

میرے پیچھے بھاگتی پھرتی مری رسوائی تھی

بارشوں کی رت میں کوئی کیا لکھے آخر سعیدؔ

لفظ کے چہروں کی رنگت بھی بہت دھندلائی تھی

تاج سعید

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi

Taj Saeed

shahr ke diwar-o-dar par rut ki zardi chhai thi
har shajar har peD ki qismat mein ab tanhai thi

jine walon ka muqaddar shohraten banti rahin
marne walon ke liye ab dasht ki tanhai thi

chashm-poshi ka kisi zi-hosh ko yara na tha
rut salib-o-dar ki is shahr mein phir aai thi

main ne zulmat ke fusun se bhagna chaha magar
mere pichhe bhagti phirti meri ruswai thi

barishon ki rut mein koi kya likhe aaKHir 'said'
lafz ke chehron ki rangat bhi bahut dhundlai thi

(363) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi written by Taj Saeed at UrduPoint. Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi is one of the masterpieces written by Taj Saeed. You can also find the complete poetry collection of Taj Saeed by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taj Saeed' above.

Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Ke Diwar-o-dar Par Rut Ki Zardi Chhai Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.