Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar, Urdu Ghazal By Tanoj Dadhich

Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tanoj Dadhich. Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سب ہنر آتے ہیں ان کو عاشقی کو چھوڑ کر

تنوج دادهیچ

سب ہنر آتے ہیں ان کو عاشقی کو چھوڑ کر

سب ادائیں ہیں مکمل سادگی کو چھوڑ کر

مسکرا کر دے رہا وردان سورج اب اسے

جس نے جگنو کو چنا تھا چاندنی کو چھوڑ کر

تیسرا وہ لفظ جانے کب سنائیں گے ہمیں

کب کہیں گے کچھ الگ ہاں اور جی کو چھوڑ کر

یاد ہوں اشعار جس کو یہ اسی کے ہے سپرد

ہم مریں گے صرف اپنی ڈائری کو چھوڑ کر

رام کے جیون سے سارے دکھ ہٹا کر دیکھ لو

کچھ نہیں تم کو ملے گا جان کی کو چھوڑ کر

تنوج دادهیچ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar

Tanoj Dadhich

sab hunar aate hain un ko aashiqi ko chhoD kar
sab adaen hain mukammal sadgi ko chhoD kar

muskura kar de raha wardan suraj ab use
jis ne jugnu ko chuna tha chandni ko chhoD kar

tisra wo lafz jaane kab sunaenge hamein
kab kahenge kuchh alag han aur ji ko chhoD kar

yaad hon ashaar jis ko ye usi ke hai sipurd
hum marenge sirf apni Diary ko chhoD kar

ram ke jiwan se sare dukh haTa kar dekh lo
kuchh nahin tum ko milega jaan ki ko chhoD kar

(1311) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar written by Tanoj Dadhich at UrduPoint. Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar is one of the masterpieces written by Tanoj Dadhich. You can also find the complete poetry collection of Tanoj Dadhich by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tanoj Dadhich' above.

Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sab Hunar Aate Hain Un Ko Aashiqi Ko ChhoD Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.