Pardes Ka Shahr, Urdu Nazam By Tarannum Riyaz

Pardes Ka Shahr is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Tarannum Riyaz. Pardes Ka Shahr comes under the Social category of Urdu Nazam. You can read Pardes Ka Shahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پردیس کا شہر

ترنم ریاض

یہ سرمئی بادلوں کے سائے

یہ شام کی تازہ تازہ سی رت

یہ گاڑیوں کی کئی قطاریں

یہ باغ میں سیر کرتے جوڑے

یہ بچوں کے قہقہے سریلے

وہ دور سے کوکتی کویلیا

یہ عکس پانی میں بجلیوں کا

چہار جانب ہے شادمانی

مگر میں ہوں بے قرار مضطر

نہیں ہے اس شہر میں مرا گھر

ترنم ریاض

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pardes Ka Shahr

Tarannum Riyaz

ye surmai baadalon ke sae
ye sham ki taza taza si rut
ye gaDiyon ki kai qataren
ye bagh mein sair karte joDe
ye bachchon ke qahqahe surile
wo dur se kokti koyaliya
ye aks pani mein bijliyon ka
chahaar jaanib hai shadmani
magar main hun be-qarar muztar
nahin hai us shahr mein mera ghar

(542) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pardes Ka Shahr written by Tarannum Riyaz at UrduPoint. Pardes Ka Shahr is one of the masterpieces written by Tarannum Riyaz. You can also find the complete poetry collection of Tarannum Riyaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tarannum Riyaz' above.

Pardes Ka Shahr is a widely read Urdu Nazam. If you like Pardes Ka Shahr, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.