KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain, Urdu Ghazal By Tariq Shaheen

KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tariq Shaheen. KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوب موسم نے نقش چھوڑے ہیں

طارق شاہین

خوب موسم نے نقش چھوڑے ہیں

پھول بوئے تھے خار توڑے ہیں

اب سمندر وہاں کرے سجدے

ہم نے دامن جہاں نچوڑے ہیں

رکھ کے جلتے دیے منڈیروں پر

ہم نے رشتے ہوا سے جوڑے ہیں

ہر طرف ہے ہجوم سایوں کا

آدمی تو جہاں میں تھوڑے ہیں

ہیں سراسیمہ گردشیں مجھ سے

میں نے رخ حادثوں کے موڑے ہیں

روشنی گھر کی چھت پہ رہتی ہے

چاند تاروں نے نقش چھوڑے ہیں

بارہا میرے سامنے طارقؔ

ساری دنیا نے ہاتھ جوڑے ہیں

طارق شاہین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain

Tariq Shaheen

KHub mausam ne naqsh chhoDe hain
phul boe the KHar toDe hain

ab samundar wahan kare sajde
hum ne daman jahan nichoDe hain

rakh ke jalte diye munDeron par
hum ne rishte hawa se joDe hain

har taraf hai hujum sayon ka
aadmi to jahan mein thoDe hain

hain sarasima gardishen mujh se
main ne ruKH hadson ke moDe hain

raushni ghar ki chhat pe rahti hai
chand taron ne naqsh chhoDe hain

barha mere samne 'tariq'
sari duniya ne hath joDe hain

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain written by Tariq Shaheen at UrduPoint. KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain is one of the masterpieces written by Tariq Shaheen. You can also find the complete poetry collection of Tariq Shaheen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tariq Shaheen' above.

KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHub Mausam Ne Naqsh ChhoDe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.