Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota, Urdu Ghazal By Taseer Siddiqui

Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taseer Siddiqui. Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دو گھڑی جسم کے اس پار بھی دیکھا ہوتا

تاثیر صدیقی

دو گھڑی جسم کے اس پار بھی دیکھا ہوتا

کاش کچھ روح کا سنسار بھی دیکھا ہوتا

سنتے رہتے ہو شب و روز کھنک جیبوں کی

چھیڑ کر دل کا کوئی تار بھی دیکھا ہوتا

الجھے رہتے ہو مرے ذہن کی پیمائش میں

میرے دل کا کبھی وستار بھی دیکھا ہوتا

سونے چاندی کی حویلی سے نکل کر تم نے

مفلسوں کا کبھی گھر بار بھی دیکھا ہوتا

میرے ہر وعدے کو کمزور بتانے والے

تو نے مجبوری کا کردار بھی دیکھا ہوتا

تاثیر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota

Taseer Siddiqui

do-ghaDi jism ke us par bhi dekha hota
kash kuchh ruh ka sansar bhi dekha hota

sunte rahte ho shab-o-roz khanak jebon ki
chheD kar dil ka koi tar bhi dekha hota

uljhe rahte ho mere zehn ki paimaish mein
mere dil ka kabhi wistar bhi dekha hota

sone chandi ki haweli se nikal kar tum ne
muflison ka kabhi ghar-bar bhi dekha hota

mere har wade ko kamzor batane wale
tu ne majburi ka kirdar bhi dekha hota

(239) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota written by Taseer Siddiqui at UrduPoint. Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota is one of the masterpieces written by Taseer Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Taseer Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taseer Siddiqui' above.

Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Do-ghaDi Jism Ke Us Par Bhi Dekha Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.