Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad, Urdu Ghazal By Taseer Siddiqui

Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Taseer Siddiqui. Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل کو قرار ملتا ہے اکثر چبھن کے بعد

تاثیر صدیقی

دل کو قرار ملتا ہے اکثر چبھن کے بعد

نیندیں سہانی آتی ہیں دن کی تھکن کے بعد

بے کار سی جوانی ہے جس پر ستم نہ ہو

شیریں ہوا شجر پہ ثمر بھی تپن کے بعد

آنگن تھا جب تلک یہ نہ دل کو لبھا سکا

یادیں وطن کی آئی ہیں ترک وطن کے بعد

دامن بھگو کے بیٹھیں ہیں خوشیوں کی راہ میں

اکثر بہار آتی ہے رت میں گھٹن کے بعد

گزرو گے جب بھی صحرا سے پاؤ گے تم چمن

جیسے نگار دشت ہے اکثر چمن کے بعد

تاثیر صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad

Taseer Siddiqui

dil ko qarar milta hai aksar chubhan ke baad
ninden suhani aati hain din ki thakan ke baad

bekar si jawani hai jis par sitam na ho
shirin hua shajar pe samar bhi tapan ke baad

aangan tha jab talak ye na dil ko lubha saka
yaaden watan ki aai hain tark-e-watan ke baad

daman bhigo ke baiThen hain KHushiyon ki rah mein
aksar bahaar aati hai rut mein ghuTan ke baad

guzroge jab bhi sahra se paoge tum chaman
jaise nigar-e-dasht hai aksar chaman ke baad

(220) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad written by Taseer Siddiqui at UrduPoint. Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad is one of the masterpieces written by Taseer Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Taseer Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Taseer Siddiqui' above.

Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Ko Qarar Milta Hai Aksar Chubhan Ke Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.