Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua, Urdu Ghazal By Tasleem Niyazi

Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasleem Niyazi. Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وفا کی جنگ میں دونوں کا اشتراک ہوا

تسلیم نیازی

وفا کی جنگ میں دونوں کا اشتراک ہوا

کوئی شہید ہوا اور کوئی ہلاک ہوا

ادھر یقیں کا تو پہلے ہی گھر اجڑ چکا تھا

توقعات کا قصہ بھی اب کے پاک ہوا

کہ اس سے عشق کا دعویٰ تو کر رہے تھے سبھی

وفور شوق میں دامن مرا ہی چاک ہوا

برا نہیں بڑا نازک مزاج ہے مرا دوست

ذرہ سا ٹوک دیا کیا کہ میں بلاک ہوا

نشے کا زور تھا کل شب بلا لیا اس کو

غلط طریقے سے اک کام ٹھیک ٹھاک ہوا

تسلیم نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua

Tasleem Niyazi

wafa ki jang mein donon ka ishtirak hua
koi shahid hua aur koi halak hua

idhar yaqin ka to pahle hi ghar ujaD chuka tha
tawaqquat ka qissa bhi ab ke pak hua

ki us se ishq ka dawa to kar rahe the sabhi
wufur-e-shauq mein daman mera hi chaak hua

bura nahin baDa nazuk mizaj hai mera dost
zarra sa Tok diya kya ki mein block hua

nashe ka zor tha kal shab bula liya us ko
ghalat tariqe se ek kaam Thik-Thak hua

(358) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua written by Tasleem Niyazi at UrduPoint. Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua is one of the masterpieces written by Tasleem Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tasleem Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasleem Niyazi' above.

Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wafa Ki Jang Mein Donon Ka Ishtirak Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.