Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe, Urdu Ghazal By Tasleem Niyazi

Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Tasleem Niyazi. Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ویسے تو سارے لوگ ہی پانی کے ہو رہے

تسلیم نیازی

ویسے تو سارے لوگ ہی پانی کے ہو رہے

ان میں سے کچھ ہی لوگ روانی کے ہو رہے

چلنے لگے تو نقل مکانی کے ہو رہے

ان میں سے ہم نہیں ہیں جو نانی کے ہو رہے

دن بھر رہے نثار چمن میں گلاب پر

ڈھلتے ہی شام رات کی رانی کے ہو رہے

سوز و گداز شوق و ہوس جرأت و جنوں

کردار میرے اس کی کہانی کے ہو رہے

ہم کو ہماری تیز روی نے کیا ہلاک

بچپن میں ہی تو تھے کہ جوانی کے ہو رہے

میں بے لباس تھا مری چادر تھے میرے شعر

صورت حرام سارے معانی کے ہو رہے

تسلیم دوستوں نے دیا اس قدر فریب

مجبور ہو کے دشمن جانی کے ہو رہے

تسلیم نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe

Tasleem Niyazi

waise to sare log hi pani ke ho rahe
un mein se kuchh hi log rawani ke ho rahe

chalne lage to naql-e-makani ke ho rahe
un mein se hum nahin hain jo nani ke ho rahe

din bhar rahe nisar chaman mein gulab par
Dhalte hi sham raat ki rani ke ho rahe

soz-o-gudaz shauq-o-hawas jurat-o-junun
kirdar mere us ki kahani ke ho rahe

hum ko hamari tez-rawi ne kiya halak
bachpan mein hi to the ki jawani ke ho rahe

main be-libas tha meri chadar the mere sher
surat-haram sare maani ke ho rahe

taslim doston ne diya is qadar fareb
majbur ho ke dushman-e-jaani ke ho rahe

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe written by Tasleem Niyazi at UrduPoint. Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe is one of the masterpieces written by Tasleem Niyazi. You can also find the complete poetry collection of Tasleem Niyazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Tasleem Niyazi' above.

Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waise To Sare Log Hi Pani Ke Ho Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.