Apna Inkar Kar Chuka Hun Main, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Apna Inkar Kar Chuka Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Apna Inkar Kar Chuka Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apna Inkar Kar Chuka Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنا انکار کر چکا ہوں میں

عمر فرحت

اپنا انکار کر چکا ہوں میں

کار دشوار کر چکا ہوں میں

یعنی وحشت میں آپ ہی اپنے

سائے پر وار کر چکا ہوں میں

جو کہانی میں مرکزی ٹھہرے

وہ بھی کردار کر چکا ہوں میں

بے ثباتی پہ آنکھ سے گریہ

حسب درکار کر چکا ہوں میں

اب نصیحت کا فائدہ ہی نہیں

عشق آزار کر چکا ہوں میں

اوڑھ کر ہجر تیرا اے فرحتؔ

خود کو بیمار کر چکا ہوں میں

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apna Inkar Kar Chuka Hun Main

Umar Farhat

apna inkar kar chuka hun main
kar-e-dushwar kar chuka hun main

ya'ni wahshat mein aap hi apne
sae par war kar chuka hun main

jo kahani mein markazi Thahre
wo bhi kirdar kar chuka hun main

be-sabaati pe aankh se girya
hasb-e-darkar kar chuka hun main

ab nasihat ka faeda hi nahin
'ishq aazar kar chuka hun main

oDh kar hijr tera ai 'farhat'
KHud ko bimar kar chuka hun main

(192) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apna Inkar Kar Chuka Hun Main written by Umar Farhat at UrduPoint. Apna Inkar Kar Chuka Hun Main is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Apna Inkar Kar Chuka Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apna Inkar Kar Chuka Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.