Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ دنیا کس چکر میں کھو جاتی ہے

عمر فرحت

یہ دنیا کس چکر میں کھو جاتی ہے

ہونے والی بات تو بس ہو جاتی ہے

تیرے حق میں میں تنہا رہ جاتا ہوں

ساری دنیا ایک طرف ہو جاتی ہے

اس کی یاد کے جگنو جاگتے رہتے ہیں

میری آنکھ تو پل بھر میں سو جاتی ہے

خود ہی تماشا بنتا ہوں خود کا فرحتؔ

یہ خاموشی کیا دل میں بو جاتی ہے

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai

Umar Farhat

ye duniya kis chakkar mein kho jati hai
hone wali baat to bas ho jati hai

tere haq mein main tanha rah jata hun
sari duniya ek taraf ho jati hai

us ki yaad ke jugnu jagte rahte hain
meri aankh to pal bhar mein so jati hai

KHud hi tamasha banta hun KHud ka 'farhat'
ye KHamoshi kya dil mein bo jati hai

(256) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai written by Umar Farhat at UrduPoint. Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Duniya Kis Chakkar Mein Kho Jati Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.