Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کے چہرے کو دیکھتا ہوں میں

عمر فرحت

اس کے چہرے کو دیکھتا ہوں میں

اور اک آہ کھینچتا ہوں میں

پڑھتا رہتا ہوں اپنے چہرے کو

کون ہوں کیا ہوں سوچتا ہوں میں

اپنے ماضی کی خستہ گلیوں میں

اس کی یادوں سے کھیلتا ہوں میں

کتنے پیڑوں نے مجھ کو پوچھا تھا

دھوپ سے روز پوچھتا ہوں میں

تیری تکمیل ہو گئی لیکن

اپنا ملبہ سمیٹتا ہوں میں

اے مرے ساحل گمان و یقیں

لے ترا ہاتھ چھوڑتا ہوں میں

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main

Umar Farhat

us ke chehre ko dekhta hun main
aur ek aah khinchta hun main

paDhta rahta hun apne chehre ko
kaun hun kya hun sochta hun main

apne mazi ki KHasta galiyon mein
us ki yaadon se khelta hun main

kitne peDon ne mujh ko puchha tha
dhup se roz puchhta hun main

teri takmil ho gai lekin
apna malba sameTta hun main

ai mere sahil-e-guman-o-yaqin
le tera hath chhoDta hun main

(215) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main written by Umar Farhat at UrduPoint. Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Uske Chehre Ko Dekhta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.