Is Duniya Mein Tanha Hun, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Is Duniya Mein Tanha Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Is Duniya Mein Tanha Hun comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Duniya Mein Tanha Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس دنیا میں تنہا ہوں

عمر فرحت

اس دنیا میں تنہا ہوں

میں بے نام سا چہرا ہوں

کیسی باتیں کرتے ہو

میں بھی تمہارا حصہ ہوں

اس کی گلی تک جو جائے

میں اک ایسا رستہ ہوں

آنسو کی اک بوند ہوں میں

اور آنکھوں میں رہتا ہوں

در خود ہی کھل جاتا ہے

میں کب دستک دیتا ہوں

تجھ کو بھی کچھ جلدی ہے

میں بھی جانے والا ہوں

آنے والے وقتوں کا

میں اک گزرا لمحہ ہوں

مجھ پر جھوٹ کی تہمت ہے

یعنی میں بھی سچا ہوں

پھر سے میرا ہاتھ پکڑ

میں تو دیکھا بھالا ہوں

آنکھیں سرخ تو ہوں گی ناں

خوابوں کا رکھوالا ہوں

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Duniya Mein Tanha Hun

Umar Farhat

is duniya mein tanha hun
main be-nam sa chehra hun

kaisi baaten karte ho
main bhi tumhaara hissa hun

us ki gali tak jo jae
main ek aisa rasta hun

aansu ki ek bund hun main
aur aankhon mein rahta hun

dar KHud hi khul jata hai
main kab dastak deta hun

tujh ko bhi kuchh jaldi hai
main bhi jaane wala hun

aane wale waqton ka
main ek guzra lamha hun

mujh par jhuT ki tohmat hai
yani main bhi sachcha hun

phir se mera hath pakaD
main to dekha bhaala hun

aankhen surKH to hongi nan
KHwabon ka rakhwala hun

(192) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Duniya Mein Tanha Hun written by Umar Farhat at UrduPoint. Is Duniya Mein Tanha Hun is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Is Duniya Mein Tanha Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Duniya Mein Tanha Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.