Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آسماں ہو کے بھی زمیں ہونا

عمر فرحت

آسماں ہو کے بھی زمیں ہونا

اک یہی ہے ترے قریں ہونا

ساری دنیا پہ حرف آئے گا

اس قدر بھی نہ تم حسیں ہونا

واقعہ کچھ عجیب لگتا ہے

تیرا آنا مرا کہیں ہونا

اچھے وقتوں کی اک نشانی ہے

دوستوں کا بہت نہیں ہونا

خوش دنوں میں تمہیں عمر فرحتؔ

دیکھا جاتا نہیں حزیں ہونا

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona

Umar Farhat

aasman ho ke bhi zamin hona
ek yahi hai tere qarin hona

sari duniya pe harf aaega
is qadar bhi na tum hasin hona

waqia kuchh ajib lagta hai
tera aana mera kahin hona

achchhe waqton ki ek nishani hai
doston ka bahut nahin hona

KHush dinon mein tumhein ‘umar-farhat'
dekha jata nahin hazin hona

(207) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona written by Umar Farhat at UrduPoint. Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aasman Ho Ke Bhi Zamin Hona, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.