Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai, Urdu Ghazal By Umar Farhat

Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Umar Farhat. Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بھلا کیسی انکساری ہے

عمر فرحت

یہ بھلا کیسی انکساری ہے

زندگی خاک میں گزاری ہے

اس نے جھیلا ہے یہ پہاڑ سا دن

ہم نے آنکھوں میں شب گزاری ہے

رات کیسے مری بسر ہوگی

جب کہ یہ شام اتنی بھاری ہے

دل کے جنگل میں ہیں اکیلے ہم

اس پہ یہ رات بھی شکاری ہے

بعد تیرے سمجھ نہیں آتا

کس طرح کی یہ اشک باری ہے

جس کو دیکھوں اسے پکارتا ہوں

مجھ پہ اک اسم کی خماری ہے

تم جنہیں اشک کہہ رہے ہو عمرؔ

وہ محبت کی ریز گاری ہے

عمر فرحت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai

Umar Farhat

ye bhala kaisi inkisari hai
zindagi KHak mein guzari hai

us ne jhela hai ye pahaD sa din
hum ne aankhon mein shab guzari hai

raat kaise meri basar hogi
jab ki ye sham itni bhaari hai

dil ke jangal mein hain akele hum
us pe ye raat bhi shikari hai

baad tere samajh nahin aata
kis tarah ki ye ashk-bari hai

jis ko dekhun use pukarta hun
mujh pe ek ism ki KHumari hai

tum jinhen ashk kah rahe ho 'umar'
wo mohabbat ki rezgari hai

(192) ووٹ وصول ہوئے

You can read Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai written by Umar Farhat at UrduPoint. Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai is one of the masterpieces written by Umar Farhat. You can also find the complete poetry collection of Umar Farhat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Umar Farhat' above.

Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bhala Kaisi Inkisari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.