Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain, Urdu Ghazal By Unwan Chishti

Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Unwan Chishti. Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ مسکرا کے محبت سے جب بھی ملتے ہیں

عنوان چشتی

وہ مسکرا کے محبت سے جب بھی ملتے ہیں

مری نظر میں ہزاروں گلاب کھلتے ہیں

تری نگاہ جراحت اثر سلامت باد

کبھی کبھی یہ مرے دل کو زخم ملتے ہیں

نفس نفس میں مچلتی ہے موج نکہت و نور

کچھ اس طرح ترے ارماں کے پھول کھلتے ہیں

میں کس طرح تجھے الزام بے وفائی دوں

رہ وفا میں ترے نقش پا بھی ملتے ہیں

عنوان چشتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain

Unwan Chishti

wo muskura ke mohabbat se jab bhi milte hain
meri nazar mein hazaron gulab khilte hain

teri nigah-e-jarahat asar salamat-baad
kabhi kabhi ye mere dil ko zaKHm milte hain

nafas nafas mein machalti hai mauj-e-nikhat-o-nur
kuchh is tarah tere arman ke phul khilte hain

main kis tarah tujhe ilzam-e-bewafai dun
rah-e-wafa mein tere naqsh-e-pa bhi milte hain

(318) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain written by Unwan Chishti at UrduPoint. Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain is one of the masterpieces written by Unwan Chishti. You can also find the complete poetry collection of Unwan Chishti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Unwan Chishti' above.

Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Muskura Ke Mohabbat Se Jab Bhi Milte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.