Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad, Urdu Ghazal By Unwan Chishti

Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Unwan Chishti. Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندہ باد اے دشت کے منظر زندہ باد

عنوان چشتی

زندہ باد اے دشت کے منظر زندہ باد

شہر میں ہے جلتا ہوا ہر گھر زندہ باد

کتنے نو عمروں کے قصے پاک کیے

کرفیو میں چلتا ہوا خنجر زندہ باد

تیرے میرے رشتوں کے سنگین گواہ

ٹوٹی مسجد جلتا مندر زندہ باد

آگ لگی ہے من کے باہر کیا کہیے

پھول کھلے ہیں من کے اندر زندہ باد

دل پر اک گھنگھور گھٹا سی چھائی ہے

آنکھوں میں پھرتا ہے سمندر زندہ باد

عنوان چشتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad

Unwan Chishti

zindabaad ai dasht ke manzar zindabaad
shahr mein hai jalta hua har ghar zindabaad

kitne nau-umron ke qisse pak kiye
curfew mein chalta hua KHanjar zindabaad

tere mere rishton ke sangin gawah
TuTi masjid jalta mandar zindabaad

aag lagi hai man ke bahar kya kahiye
phul khile hain man ke andar zindabaad

dil par ek ghanghor ghaTa si chhai hai
aankhon mein phirta hai samundar zindabaad

(215) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad written by Unwan Chishti at UrduPoint. Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad is one of the masterpieces written by Unwan Chishti. You can also find the complete poetry collection of Unwan Chishti by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Unwan Chishti' above.

Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindabaad Ai Dasht Ke Manzar Zindabaad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.