Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae, Urdu Ghazal By Vaqar Siddiqui

Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vaqar Siddiqui. Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae comes under the Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ چاہتے ہیں کہ رستے میں شام ہو جائے

وقار صدیقی

وہ چاہتے ہیں کہ رستے میں شام ہو جائے

میں چاہتا ہوں کہ ظلمت تمام ہو جائے

جنون عزم نہیں ختم چند ناموں پر

مگر جو وقت کا اپنے امام ہو جائے

لگا کے آگ نشیمن کو دیکھنے والو

سکون دل نہ تمہارا حرام ہو جائے

وقارؔ ہو جو یہ برگشتگی تو کیا کہئے

خود اپنا آشیاں اپنا ہی دام ہو جائے

وقار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae

Vaqar Siddiqui

wo chahte hain ki raste mein sham ho jae
main chahta hun ki zulmat tamam ho jae

junun-e-azm nahin KHatm chand namon par
magar jo waqt ka apne imam ho jae

laga ke aag nasheman ko dekhne walo
sukun-e-dil na tumhaara haram ho jae

'waqar' ho jo ye bargashtagi to kya kahiye
KHud apna aashiyan apna hi dam ho jae

(402) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae written by Vaqar Siddiqui at UrduPoint. Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae is one of the masterpieces written by Vaqar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Vaqar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vaqar Siddiqui' above.

Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Chahte Hain Ki Raste Mein Sham Ho Jae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.