Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke, Urdu Ghazal By Vaqar Siddiqui

Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vaqar Siddiqui. Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں میں بیج جو بوئے گئے ہیں نفرت کے

وقار صدیقی

زمیں میں بیج جو بوئے گئے ہیں نفرت کے

تو پھول کیسے کھلیں گے بھلا محبت کے

اندھیرے چھائے ہوئے ہیں جہاں جہالت کے

وہاں چراغ تھے روشن کبھی ذہانت کے

یہ اپنے ملک کی تہذیب ہے نہ بھولو اسے

کہ بن کے رشتے نہیں ٹوٹتے محبت کے

بھڑک اٹھیں گے اگر چل پڑی ہوا پھر سے

سلگ رہے ہیں جو جذبے یہاں بغاوت کے

حدیث دل ہے یہ اس کو بھی آپ پڑھ لیجے

پڑھے ہیں آپ نے قصے بہت محبت کے

وقار صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke

Vaqar Siddiqui

zamin mein bij jo boe gae hain nafrat ke
to phul kaise khilenge bhala mohabbat ke

andhere chhae hue hain jahan jahaalat ke
wahan charagh the raushan kabhi zehanat ke

ye apne mulk ki tahzib hai na bhulo ise
ki ban ke rishte nahin TuTte mohabbat ke

bhaDak uThenge agar chal paDi hawa phir se
sulag rahe hain jo jazbe yahan baghawat ke

hadis-e-dil hai ye is ko bhi aap paDh lije
paDhe hain aap ne qisse bahut mohabbat ke

(268) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke written by Vaqar Siddiqui at UrduPoint. Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke is one of the masterpieces written by Vaqar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Vaqar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vaqar Siddiqui' above.

Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Mein Bij Jo Boe Gae Hain Nafrat Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.