Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai, Urdu Ghazal By Vihan Gupta Garg

Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Vihan Gupta Garg. Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہماری زندگی کی اس طرح ہر شام ہوتی ہے

وہان گپتا گرگ

ہماری زندگی کی اس طرح ہر شام ہوتی ہے

کبھی یہ خاص ہوتی ہے کبھی یہ عام ہوتی ہے

محبت بھی کسی انسان کے برباد ہونے کا

کبھی آغاز ہوتی ہے کبھی انجام ہوتی ہے

کبھی اک وقت تھا ہر شام تیرے نام ہوتی تھی

ابھی وہ وقت ہے ہر شام ہی بے نام ہوتی ہے

پرانے دور میں سچی محبت ہوتی تھی سب کو

ابھی کے دور میں تو بس وفا نیلام ہوتی ہے

سفر اس زندگی کا اس جگہ پہنچا ہے اب میرا

مسافر کو جہاں تکلیف بھی آرام ہوتی ہے

وہان گپتا گرگ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai

Vihan Gupta Garg

hamari zindagi ki is tarah har sham hoti hai
kabhi ye KHas hoti hai kabhi ye aam hoti hai

mohabbat bhi kisi insan ke barbaad hone ka
kabhi aaghaz hoti hai kabhi anjam hoti hai

kabhi ek waqt tha har sham tere nam hoti thi
abhi wo waqt hai har sham hi be-nam hoti hai

purane daur mein sachchi mohabbat hoti thi sab ko
abhi ke daur mein to bas wafa nilam hoti hai

safar is zindagi ka us jagah pahuncha hai ab mera
musafir ko jahan taklif bhi aaram hoti hai

(2105) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai written by Vihan Gupta Garg at UrduPoint. Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai is one of the masterpieces written by Vihan Gupta Garg. You can also find the complete poetry collection of Vihan Gupta Garg by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Vihan Gupta Garg' above.

Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamari Zindagi Ki Is Tarah Har Sham Hoti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.