KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa, Urdu Ghazal By Wali Ul Haq Ansari

KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Wali Ul Haq Ansari. KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خضر سے کب ہے چھپا کچھ مری منزل کے سوا

ولی الحق انصاری

خضر سے کب ہے چھپا کچھ مری منزل کے سوا

جس سے واقف نہیں کوئی بھی مرے دل کے سوا

ہم قلندر ہیں جہاں چاہیں گے جا بیٹھیں گے

اور بھی تو ہیں ٹھکانے تری محفل کے سوا

جان دینا ہے تو پھر منت قاتل ہی کیوں

اور بھی تو ہیں وسائل کف قاتل کے سوا

کون ہے ناقہ نشیں کون سمجھ پائے اسے

جب نظر آئے نہ کچھ پردۂ محمل کے سوا

شہر کے دوسرے رخ کو بھی فراموش نہ کر

جھونپڑے بھی ہیں فلک بوس منازل کے سوا

زور بازو کو ذرا اس کے بھی دیکھیں کیا حرج

بند راہیں ہیں جو سب کوچۂ قاتل کے سوا

ہے ضروری کہ ہو تائید خداوندی بھی

کام بننے کے لئے اپنے وسائل کے سوا

چپ نہ ہوگا ہے ولیؔ وقت کا اپنے سقراط

کچھ علاج اس کا نہیں زہر ہلاہل کے سوا

ولی الحق انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa

Wali Ul Haq Ansari

KHizr se kab hai chhupa kuchh meri manzil ke siwa
jis se waqif nahin koi bhi mere dil ke siwa

hum qalandar hain jahan chahenge ja baiThenge
aur bhi to hain Thikane teri mahfil ke siwa

jaan dena hai to phir minnat-e-qatil hi kyon
aur bhi to hain wasail kaf-e-qatil ke siwa

kaun hai naqa-nashin kaun samajh pae ise
jab nazar aae na kuchh parda-e-mahmil ke siwa

shahr ke dusre ruKH ko bhi faramosh na kar
jhonpaDe bhi hain falak-bos manazil ke siwa

zor-e-bazu ko zara us ke bhi dekhen kya harj
band rahen hain jo sab kucha-e-qatil ke siwa

hai zaruri ki ho taid-e-KHudawandi bhi
kaam banne ke liye apne wasail ke siwa

chup na hoga hai 'wali' waqt ka apne suqraat
kuchh ilaj us ka nahin zahr-e-halahil ke siwa

(331) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa written by Wali Ul Haq Ansari at UrduPoint. KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa is one of the masterpieces written by Wali Ul Haq Ansari. You can also find the complete poetry collection of Wali Ul Haq Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Wali Ul Haq Ansari' above.

KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHizr Se Kab Hai Chhupa Kuchh Meri Manzil Ke Siwa, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.