Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai, Urdu Ghazal By Aditya Pant Naaqid

Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aditya Pant Naaqid. Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai comes under the Social category of Urdu Ghazal. You can read Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صداقت کی یہاں عزت نہیں ہے

آدتیہ پنت ناقد

صداقت کی یہاں عزت نہیں ہے

وفاداری کی کچھ قیمت نہیں ہے

جہاں سے وہ گیا تھا میں وہیں ہوں

مگر جینے میں وہ لذت نہیں ہے

زباں پہ تلخیاں آنکھوں میں غصہ

مگر کردار میں خست نہیں ہے

وقار اپنا نہیں کوتاہ لیکن

ترے رتبے سی بھی قامت نہیں ہے

رہے مٹی کی خوشبو یاد ہر دم

تو سانسیں روکتی غربت نہیں ہے

جہالت میں پلی دنیا میں شاید

تعقل سے بڑی نعمت نہیں ہے

چلا چل سر اٹھا کر یار ناقدؔ

لگی اب تک کوئی تہمت نہیں ہے

آدتیہ پنت ناقد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai

Aditya Pant Naaqid

sadaqat ki yahan izzat nahin hai
wafadari ki kuchh qimat nahin hai

jahan se wo gaya tha main wahin hun
magar jine mein wo lazzat nahin hai

zaban pe talKHiyan aankhon mein ghussa
magar kirdar mein KHissat nahin hai

waqar apna nahin kotah lekin
tere rutbe si bhi qamat nahin hai

rahe miTTi ki KHushbu yaad har-dam
to sansen rokti ghurbat nahin hai

jahaalat mein pali duniya mein shayad
taqqul se baDi neamat nahin hai

chala chal sar uTha kar yar 'naqid'
lagi ab tak koi tohmat nahin hai

(1136) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai written by Aditya Pant Naaqid at UrduPoint. Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai is one of the masterpieces written by Aditya Pant Naaqid. You can also find the complete poetry collection of Aditya Pant Naaqid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aditya Pant Naaqid' above.

Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sadaqat Ki Yahan Izzat Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Social Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.