Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe, Urdu Ghazal By Ahmad Aqeel

Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Aqeel. Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ کسی اور سمت جاتے رہے

احمد عقیل

وہ کسی اور سمت جاتے رہے

ہم فقط اپنا دل جلاتے رہے

اس کی انگڑائی کیا قیامت تھی

ہم نئے زاویے بناتے رہے

ہر طرف رات کا نظارہ تھا

دل بنا کر دیا جلاتے رہے

اس کے لہجے سے لگ رہا تھا کہ ہم

پتھروں کو غزل سناتے رہے

ہم فقط زاہدان خشک نہیں

بات بگڑی ہوئی بناتے رہے

اس کی آنکھیں تھیں عام سی آنکھیں

ہم سخن یوں ہی ڈگمگاتے رہے

دنیا روتی رہی مگر ہم لوگ

قہقہوں میں کسک چھپاتے رہے

احمد عقیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe

Ahmad Aqeel

wo kisi aur samt jate rahe
hum faqat apna dil jalate rahe

us ki angDai kya qayamat thi
hum nae zawiye banate rahe

har taraf raat ka nazara tha
dil bana kar diya jalate rahe

us ke lahje se lag raha tha ki hum
pattharon ko ghazal sunate rahe

hum faqat zahidan-e-KHushk nahin
baat bigDi hui banate rahe

us ki aankhen thin aam si aankhen
ham-suKHan yunhi Dagmagate rahe

duniya roti rahi magar hum log
qahqahon mein kasak chhupate rahe

(777) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe written by Ahmad Aqeel at UrduPoint. Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe is one of the masterpieces written by Ahmad Aqeel. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Aqeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Aqeel' above.

Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Kisi Aur Samt Jate Rahe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.