Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Aqeel

Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Aqeel. Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تیرے بے ربط بیانات سے خوف آتا ہے

احمد عقیل

تیرے بے ربط بیانات سے خوف آتا ہے

مجھ کو اب شہر کے حالات سے خوف آتا ہے

اول اول میں سمجھتا تھا مسیحا تجھ کو

منصفا اب تری ہر بات سے خوف آتا ہے

ہم جنوں خیز مزاجوں کو نہیں تاب شعور

واعظ شہر کے خطبات سے خوف آتا ہے

ہاں مجھے گوشہ نشینی سے بہت الفت تھی

اب مگر شورش جذبات سے خوف آتا ہے

پہلے سنتا تھا بڑے شوق سے افسانہ مرا

اب اسے میری حکایات سے خوف آتا ہے

میری آنکھوں میں تلاطم تری آنکھوں میں سکون

بس مجھے ایسے تضادات سے خوف آتا ہے

احمد عقیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai

Ahmad Aqeel

tere be-rabt bayanat se KHauf aata hai
mujh ko ab shahar ke haalat se KHauf aata hai

awwal awwal main samajhta tha masiha tujh ko
munsifa ab teri har baat se KHauf aata hai

hum junun-KHez mizajon ko nahin tab-e-shuur
waiz-e-shahr ke KHutbaat se KHauf aata hai

han mujhe gosha-nashini se bahut ulfat thi
ab magar shorish-e-jazbaat se KHauf aata hai

pahle sunta tha baDe shauq se afsana mera
ab use meri hikayat se KHauf aata hai

meri aankhon mein talatum teri aankhon mein sukun
bas mujhe aise tazadat se KHauf aata hai

(941) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai written by Ahmad Aqeel at UrduPoint. Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Aqeel. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Aqeel by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Aqeel' above.

Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tere Be-rabt Bayanat Se KHauf Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.