Ek Raat Main So Nahin Saka Tha, Urdu Ghazal By Ahmad Ata

Ek Raat Main So Nahin Saka Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Ata. Ek Raat Main So Nahin Saka Tha comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ek Raat Main So Nahin Saka Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک رات میں سو نہیں سکا تھا

احمد عطا

اک رات میں سو نہیں سکا تھا

اور خواب بھی دیکھنا پڑا تھا

دل اتنا کیوں دھڑک رہا ہے

میں کس کی نظر میں آ گیا تھا

جیسا بھی غلط سہی، میں ہوں ہوں

جیسا بھی غلط سہی میں تھا، تھا

کمرے میں آگ لگ گئی تھی

دل جب کسی دھیان میں لگا تھا

ویسا ہی خراب شخص ہوں میں

جیسا کوئی چھوڑ کر گیا تھا

دل کی مسند پہ بیٹھ کر عشق

مجھ ایسے کو سنوارتا تھا

احمد عطا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Raat Main So Nahin Saka Tha

Ahmad Ata

ek raat main so nahin saka tha
aur KHwab bhi dekhna paDa tha

dil itna kyun dhaDak raha hai
main kis ki nazar mein aa gaya tha

jaisa bhi ghalat sahi main hun, hun
jaisa bhi ghalat sahi main tha, tha

kamre mein aag lag gai thi
dil jab kisi dhyan mein laga tha

waisa hi KHarab shaKHs hun main
jaisa koi chhoD kar gaya tha

dil ki masnad pe baiTh kar ishq
mujh aise ko sanwarta tha

(770) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Raat Main So Nahin Saka Tha written by Ahmad Ata at UrduPoint. Ek Raat Main So Nahin Saka Tha is one of the masterpieces written by Ahmad Ata. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Ata by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Ata' above.

Ek Raat Main So Nahin Saka Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Raat Main So Nahin Saka Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.