Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Muneeb

Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Muneeb. Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سنی ہے اس نے نہ اپنی کبھی سنائی ہے

احمد منیب

سنی ہے اس نے نہ اپنی کبھی سنائی ہے

ہمارے بیچ فقط اک یہی لڑائی ہے

کسی نے خود سے تراشا ہے اس کو تھوڑا بہت

کسی کے واسطے دنیا بنی بنائی ہے

بھلے یہ سر ہی کٹے پر کہیں جبیں نہ جھکے

ہمارے پرکھوں نے دولت یہی کمائی ہے

یہ زندگی یہ خوشی اور غم بھی تم بانٹو

تمہارے پاس تو ویسے بھی کل خدائی ہے

منیبؔ ایسے زمانے میں ہوں اتارا گیا

جہاں ملال ہے ماتم ہے نارسائی ہے

احمد منیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai

Ahmad Muneeb

suni hai us ne na apni kabhi sunai hai
hamare beach faqat ek yahi laDai hai

kisi ne KHud se tarasha hai us ko thoDa bahut
kisi ke waste duniya bani-banai hai

bhale ye sar hi kaTe par kahin jabin na jhuke
hamare purkhon ne daulat yahi kamai hai

ye zindagi ye KHushi aur gham bhi tum banTo
tumhaare pas to waise bhi kul KHudai hai

'munib' aise zamane mein hun utara gaya
jahan malal hai matam hai na-rasai hai

(838) ووٹ وصول ہوئے

You can read Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai written by Ahmad Muneeb at UrduPoint. Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Muneeb. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Muneeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Muneeb' above.

Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Suni Hai Usne Na Apni Kabhi Sunai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.