Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai, Urdu Ghazal By Ahmad Tariq

Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Tariq. Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وقت کا کیا ہے مرے یار بدل جاتا ہے

احمد طارق

وقت کا کیا ہے مرے یار بدل جاتا ہے

آگ لگتی ہے تو بازار بدل جاتا ہے

ہم درختوں کے تو پھل بھی نہیں بدلے اب تک

ان پرندوں کا تو گھر بار بدل جاتا ہے

خواب ہر بار صدائیں دئے رہ جاتے ہیں

اک ارادہ ہے کہ ہر بار بدل جاتا ہے

رات بھر وصل مسلسل میں مگن رہتا ہوں

آنکھ کھلتی ہے تو کردار بدل جاتا ہے

مان لیتا ہوں تجھے مجھ سے محبت ہوگی

پر محبت میں اداکار بدل جاتا ہے

بین کرتے ہوئے احمدؔ کو یہ معلوم نہیں

بین سے رنج کا معیار بدل جاتا ہے

احمد طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai

Ahmad Tariq

waqt ka kya hai mere yar badal jata hai
aag lagti hai to bazar badal jata hai

hum daraKHton ke to phal bhi nahin badle ab tak
in parindon ka to ghar-bar badal jata hai

KHwab har bar sadaen diye rah jate hain
ek irada hai ki har bar badal jata hai

raat bhar wasl-e-musalsal mein magan rahta hun
aankh khulti hai to kirdar badal jata hai

man leta hun tujhe mujh se mohabbat hogi
par mohabbat mein adakar badal jata hai

bain karte hue 'ahmad' ko ye malum nahin
bain se ranj ka mear badal jata hai

(1008) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai written by Ahmad Tariq at UrduPoint. Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai is one of the masterpieces written by Ahmad Tariq. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Tariq' above.

Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Waqt Ka Kya Hai Mere Yar Badal Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.