Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat, Urdu Ghazal By Ahmad Tariq

Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahmad Tariq. Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈر کے بیٹھا ہوں سرنگوں وحشت

احمد طارق

ڈر کے بیٹھا ہوں سرنگوں وحشت

مجھ کو بتلا میں کیا کروں وحشت

ہجر کافی ہے دل لگی کے لیے

اب میں تیرا بھی کیا بنوں وحشت

چاہے جتنا سنوار لوں خود کو

آئینے میں مگر لگوں وحشت

جا چلی جا کہیں میں چھپ جاؤں

تب تو آنا میں جب کہوں وحشت

در کھٹکنے پہ میں نے جب پوچھا

کوئی کہنے لگا میں ہوں وحشت

آج تتلی کے ساتھ بیٹھک ہے

آج تھوڑا ملے سکوں وحشت

تم سناؤ نا کوئی شعر احمدؔ

آج جی کرتا ہے سنوں وحشت

احمد طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat

Ahmad Tariq

Dar ke baiTha hun sar-nigun wahshat
mujh ko batla main kya karun wahshat

hijr kafi hai dil-lagi ke liye
ab main tera bhi kya banun wahshat

chahe jitna sanwar lun KHud ko
aaine mein magar lagun wahshat

ja chali ja kahin main chhup jaun
tab tu aana main jab kahun wahshat

dar khaTakne pe main ne jab puchha
koi kahne laga main hun wahshat

aaj titli ke sath baiThak hai
aaj thoDa mile sukun wahshat

tum sunao na koi sher 'ahmad'
aaj ji karta hai sunun wahshat

(852) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat written by Ahmad Tariq at UrduPoint. Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat is one of the masterpieces written by Ahmad Tariq. You can also find the complete poetry collection of Ahmad Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahmad Tariq' above.

Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dar Ke BaiTha Hun Sar-nigun Wahshat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.