Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka, Urdu Ghazal By Aish Dehlvi

Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aish Dehlvi. Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شور اب عالم میں ہے اس شعبدہ پرداز کا

عیش دہلوی

شور اب عالم میں ہے اس شعبدہ پرداز کا

چرخ بھی اک شعبدہ ہے جس سراپا ناز کا

سادہ روی قہر تھی اور اس پہ اب آیا ہے خط

دیکھیے انجام کیا ہوتا ہے اس آغاز کا

تیر ہووے جس کی مژگاں اور ہو ابرو کماں

دل نہ ہو قربان کیوں کر ایسے تیر انداز کا

اس کے شاہین نگہ کو طائر دل کے لیے

پنجۂ مژگاں نہیں گویا ہے چنگل باز کا

عیشؔ مجھ کو بے پر و بالی پر پرواز ہے

میں نہیں محتاج کچھ بال و پر پرواز کا

عیش دہلوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka

Aish Dehlvi

shor ab aalam mein hai us shobada-pardaz ka
charKH bhi ek shobada hai jis sarapa naz ka

sada-rui qahr thi aur us pe ab aaya hai KHat
dekhiye anjam kya hota hai is aaghaz ka

tir howe jis ki mizhgan aur ho abru kaman
dil na ho qurban kyun kar aise tir-andaz ka

us ke shahin-e-nigah ko tair-e-dil ke liye
panja-e-mizhgan nahin goya hai chungul-baz ka

'aish' mujh ko be-par-o-baali par-e-parwaz hai
main nahin mohtaj kuchh baal-o-par-e-parwaz ka

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka written by Aish Dehlvi at UrduPoint. Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka is one of the masterpieces written by Aish Dehlvi. You can also find the complete poetry collection of Aish Dehlvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aish Dehlvi' above.

Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shor Ab Aalam Mein Hai Us Shobada-pardaz Ka, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.