Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi, Urdu Ghazal By Ali Minai

Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ali Minai. Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نقش بر آب تھی جو دام و درم نے بخشی

علی مینائی

نقش بر آب تھی جو دام و درم نے بخشی

زیست کو دولت نایاب تو غم نے بخشی

اہل دستار نہ ارباب کرم نے بخشی

عزت نفس مجھے لوح و قلم نے بخشی

آبیاری نہ ہوئی آب گہر سے اس کی

نخل عرفاں کو نمو دیدۂ نم نے بخشی

ورنہ کیا ان میں تھا اک جذبہ حیراں کے سوا

تیری آنکھوں کو یہ گویائی تو ہم نے بخشی

عمر بھر ہم کو میسر رہی بیتابیٔ دل

جو خدا نے نہیں بخشی وہ صنم نے بخشی

جس نے پامرد رکھا ہم کو ستم گر کے خلاف

وہ عزیمت ہمیں خود اس کے ستم نے بخشی

کتنی بے فیض وراثت ہے وہ تاریخ زیاں

جو ہمیں چپقلش دیر و حرم نے بخشی

حرف تازی سے بھی پایا ہے بہت فیض مگر

میرے اظہار کو لے ساز عجم نے بخشی

علی مینائی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi

Ali Minai

naqsh-bar-ab thi jo dam-o-diram ne baKHshi
zist ko daulat-e-nayab to gham ne baKHshi

ahl-e-dastar na arbab-e-karam ne baKHshi
izzat-e-nafs mujhe lauh-o-qalam ne baKHshi

aabyari na hui aab-e-guhar se us ki
naKHl-e-irfan ko numu dida-e-nam ne baKHshi

warna kya un mein tha ek jazba-e-hairan ke siwa
teri aankhon ko ye goyai to hum ne baKHshi

umr bhar hum ko mayassar rahi betabi-e-dil
jo KHuda ne nahin baKHshi wo sanam ne baKHshi

jis ne pamard rakha hum ko sitamgar ke KHilaf
wo azimat hamein KHud us ke sitam ne baKHshi

kitni be-faiz wirasat hai wo tariKH-e-ziyan
jo hamein chapqulash-e-dair-o-haram ne baKHshi

harf-e-tazi se bhi paya hai bahut faiz magar
mere izhaar ko lai saz-e-ajam ne baKHshi

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi written by Ali Minai at UrduPoint. Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi is one of the masterpieces written by Ali Minai. You can also find the complete poetry collection of Ali Minai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ali Minai' above.

Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Naqsh-bar-ab Thi Jo Dam-o-diram Ne BaKHshi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.